Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


himmat kare insaan himmat kare insaan to kya ho nahin sakta ye jaan le naadan to kya ho nahin sakta himmat kare insaan to kya ho nahin sakta ye jaan le naadan to kya ho nahin sakta himmat kare insaan karti hai jise galiyon mein badnaam ye duniyaa kehti hai jise hasrat e naaqam ye duniyaa karti hai jise galiyon mein badnaam ye duniyaa kehti hai jise hasrat e naaqam ye duniyaa ban jaaye wo armaan to kya ho nahin sakta ye jaan le naadan to kya ho nahin sakta himmat kare insaan shikwe buri kismat ke hain buzdil ke bahaane tinke ki tarah tujhko udaa daala hawa ne shikwe buri kismat ke hain buzdil ke bahaane tinke ki tarah tujhko udaa daala hawa ne ban jaaye tu chattaan to kya ho nahin sakta ye jaan le naadan to kya ho nahin sakta himmat kare insaan to kya ho nahin sakta ye jaan le naadan to kya ho nahin sakta himmat kare insaan jo waqt se darte hain wo anjaan hain kitne wo kaam jo mushkil hai wo aasaan hain kitne jo waqt se darte hain wo anjaan hain kitne wo kaam jo
hindu hoon main na musalmaan hoon hindu hoon main na musalmaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon hindu hoon main na musalmaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon itna pata hai main insaan hoon jisko pata ho bole mazhab ka raaz khole main jab paida hua tha likha hua nahin tha chehre pe naam mera sabko salaam mera logo ne jogi pukara main ban gaya bechara baat samajh nahin aati kis ka banu main sathi tauba hai tauba hai main kitna nadaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon itna pata hai main insaan hoon likha padha nahin main rakhta hoon ispe yakeen main maine kahin suna hai kisi shayar ne kaha hai mazhab nahin sikhata apas mein bair rakhna kehne ka ye matlab hai yeh konsa mazhab hai jisne tumhe bhadkaya apas mein ladna sikhaya tum ho khafa tum ho khafa aur main hairaan hoon mazhab se apne main anjaan hoon bas itna pata hai main insaan hoon itna pata hai main
hindustan ki kasam hindustan ki kasam hindustan ki kasam hindustan ki kasam na jhukega sar watan ka har jawaan ki kasam hindustan ki kasam hindustan ki kasam jinhen pyaar hai watan se wo jaan se khelte hain khaabon se khelte hain armaan se khelte hain mile raah mein jo toofan toofan se khelte hain hai isi mein shaan apni isi shaan ki kasam hindustan ki kasam hindustan ki kasam dil hoga jitna ghayal utna magan rahega duniyaa ko yaad apna ye baankpan rahega lehraayega tiranga jab tak gagan rahega ye nishaan hai hamara is nishaan ki kasam hindustan ki kasam hindustan ki kasam
hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain ambwaa ki daali pe koyal bole ambwaa ki daali pe koyal bole tanik naa aawat chain hoo raama jarat rehat din rain baswaari mein madhur sur baaje baswaari mein madhur sur baaje birahi papihara bolan laage madhur madhur madhu bain hoo raama jarat rehat din rain aas adhuri pyaasi umariyaa aas adhuri pyaasi umariyaa chhaaye andhera sooni dagriyaa darat jiyaa bechain darat jiyaa bechain hoo raama jarat rehat din rain hiya jarat rehat din rain hoo raama jarat rehat din rain
Ho Bahut Raat Hue
hooooo garam garam kaaya tanda tanda paani lehar jaise chhuri chale raaja jaani ho chain mile o re jab ang lage tore aa jaa kahin se aa jaa balamwaa hooooo garam garam kaaya tanda tanda paani lehar jaise chhuri chale raaja jaani ho chain mile o re jab ang lage tore aa jaa kahin se aa jaa balamwaa hooooo garam garam haaye tanda tanda paani reee deri huyi teri meharbaani mein hooo aisa naa ho agan lage paani mein deri huyi teri meharbaani mein hoooo aisa naa ho agan lage paani mein hooo kahaan tose kahun main baanwariyaa hooo seep jaise nadi mein saanwariyaa are waise dolun pyaasi re main goriyaa hooooo garam garam haaye tanda tanda paani reee lehar jaise chhuri chale raaja jaani ho chain mile o re jab ang lage tore aa jaa kahin se aa jaa balamwaa hooooo garam garam kaaya tanda tanda paani reee khade balam chhupa ke sooratiyaa aaaa daiyya mori dhadak rahi chhatiyaa khade balam chhupa ke sooratiyaa hoooo daiyya mori dhadak rahi chhatiyaa hoooo aa hi gaya hai to piya
he ae ae ae ae ae ae he ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae he ae ae o hooo ho ho gaya hai pyaar tumse tumhi se ek baar phir se bolo ab kya karein bolo kya karein ho gaya hai pyaar tumse tumhi se ek baar phir se bolo ab kya karein bolo kya karein pichhle mausam se dhoop ke kuchh kisse dil jaa ke le aaye aur humko sunaaye beeti un raaton mein jaa jaake jaage pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re ho gaya hai pyaar tumse tumhi se ek baar phir se bolo ab kya karein bolo kya karein he ae ae ae ae ae ae he ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae he ae ae o hooo ho ho ho aa ha bolo kya karein naseehatein na maani apni bune kahaani mashvare na maane kya kya kare bahaane dil ruyi ka resha tu hawaa jaisa teri taraf hi ude pehli dafaa jaise tum pe phir se jaam re ho gaya hai pyaar tumse tumhi se ek baar phir se bolo ab kya karein bolo kya karein ho gaya hai pyaar tumse tumhi se ek baar phir se bolo ab kya karein bolo kya karein
naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya naa jaane mere dil ko kya ho gaya abhi to yahin tha abhi kho gaya ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa hoooo oooooo oooooooo aaaaa aaaaa aaaaa ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa dekha na tune mud ke bhi peechhe kuchh der to main ruka tha jab dil ne tujhko rokna chaha door tu jaa chuka tha huaa kyaa naa jaanaa ye dil kyun deewana ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna ho gaya hai tujhko to pyaar sajna laakh kar le tu inkaar sajna dildaar sajnaa hai ye pyaar sajnaa aye waqt ruk jaa tham jaa thehar jaa waapas zara daud peechheee main chhod aayi khud ko jahaan pe wo reh gaya mod peechheee kahaan main
ho gaye deewane ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye ehe ho gaye aaha ho gaye deewane ye machalti kamsini aur uspe chadhta ye shabaab ek naqli til lagaa lo gaal par apne janaab ye machalti kamsini aur uspe chadhta ye shabaab ek naqli til lagaa lo gaal par apne janaab bad nazar se bach ke pahunchoge pandharve saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye ehe ho gaye aaha ho gaye deewane aa gayee tumko hayaa meri zara si baat par lijiye rakh lijiye dil mera apne haath par aa gayee tumko hayaa meri zara si baat par lijiye rakh lijiye dil mera apne haath par hum banaa lenge tumhe dulhan solhave saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye aaha ho gaye ehe ho gaye deewane
ho gaye tere ho gaye ho gaye tere ho gaye pyaar mein tere kho gaye ye naa poochho ye naa poochho kab kyun aur kahaan ho gaye tere ho gaye pyaar mein tere kho gaye ye naa poochho kab kyun aur kahaan ho gaye tere ho gaye meri manzil teri raahon mein meri manzil teri raahon mein meri duniyaa hai teri baahon mein donon baahen donon baahon ke badle de doongi do jahaan ye naa poochho ye naa poochho kab kyun aur kahaan ho gaye tere ho gaye pyaar mein tere kho gaye ye naa poochho kab kyun aur kahaan ho gaye tere ho gaye tere sangat piya pyaari lage tere sangat piya pyaari lage badi kam kam si umr saari lage tujhe paane tujhe paane zamaane mein phir se aaungi ye naa poochho ye naa poochho kab kyun aur kahaan ho gaye tere ho gaye pyaar mein tere kho gaye ye naa poochho kab kyun aur kahaan ho gaye tere ho gaye
hey hey hey hey hey hello girls this is khadag singh here gori gori gori gori baanki chhori aa jaa chori chori haa haa haa haa haa haa ho gori maan zara maan zara maan zara piya ko jaan zara jaan zara jaan zara are tu kar gile kar gile kar gile itraaaaaaa lala lala lala lala lala laa ho gori maan zara maan zara maan zara piya ko jaan zara jaan zara jaan zara are tu kar gile kar gile kar gile itraaa lala lala lala lala lala laa aaaa chhod ye jhoota bharam hmmm hmmm karti hai tu kyun sharam haaa haaaa haaa haaa qaatil adaaon ki kasam ohh no no no pyaar hai tujhse sanam lala lala lala lala laa chhod ye jhoota bharam lala laa laa karti hai tu kyun sharam lala laa laa laa laa qaatil adaaon ki kasam lala lala lala lala laa pyaar hai tujhse sanam oye nadiyaa ke tatt par are khadag singh ayiyaa hey nadiyaa ke tatt par khadag singh ayiyaa bansi bajaiyaa raas rachiyaa khele prem ki holi bole meethi meethi boli bhar pichkaari gaagar gaagar phodi baiyaan marodi raadha sudh
ho jaaye phir us din kaa jo waada hai bolo meri radha kya iraada hai are bolo bolo jaane jahan yeh mauka milta hai kahan haye re aao naa yaar sharmao naa haye re aao naa yaar sharmao naa kho gayi meri chunari ghar to jaane de ban than ke dobara mujhko aane de are main hoon teri jaane jahan nikal kar jaungi kahann haye re jaane de laut kar aane de haye re jaane de laut kar aane de aaaa aaaaa aaaaaaa tune kiya jo bhi dil tha teraa araman mera bhi to nikale zara jodun main haath meri shakal to dekho thandi se hai mera haal bura aaja bedardi mausam ki sardi kar dega door meri aahon ka dhuwaan haye re aao naa yaar sharmao naa haye re aao naa yaar sharmao naa hoo kho gayi meri chunari ghar to jaane de ban than ke dobara mujhko aane de are main hoon teri jaane jahan nikal kar jaungi kahann haye re jaane de laut kar aane de haye re jaane de laut kar aane de jaisi tu chaahe woh baat kahun din ko bhi tere liye raat kahun tum jo kaho to jani main bhi tumhen din mein sitare
ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re kar ke singaar aayi saath bahaar laayi kar ke singaar aayi saath bahaar laayi nainon mein tere liye laayi main pyaar laayi nainon mein tere liye laayi main pyaar laayi ho laayi main pyaar laayi ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re dheere se naam liya dil ne salaam kiya dheere se naam liya dil ne salaam kiya aankhon mein baatein huyin haay re maar diya aankhon mein baatain huyin haay re maar diya o haay re maar diya ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re ho kaisi khushi ki hai raat balam mere saath jiya lehraaye re nazar sharmaye re yahi fasaanaa mera dil kaa taraanaa mera yahi fasaanaa mera dil kaa taraanaa mera honthon pe naache hansi aaj
ho ke maayus tere dar se sawaali naa gaya jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya ho ke maayus tere dar se sawaali naa gaya naa gaya naa gaya jholiyaan bhar gayin haan haan jholiyaan bhar gayin haan haan jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya jholiyaan bhar gayin bhar gayin jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya khaali naa gaya khaali naa gaya jholiyaan bhar gayin sabki koi khaali naa gaya jholiyaan bhar gayin tere darbaar mein jo bhi preshaan ho ke aaye preshaan ho ke aaye duwaayen dete jaayen aur muraaden le ke jaayen haan haan muraaden le ke jaayen tu rehmat ka farishata hai tu ujde ghar basaaye tu ruhon ka maseeha hai tu har ghum ko mitaaye aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ehle dil ehle muhabbat pe inaayat hai teriiiii tune doobon ko ubhaara hai ye shauharat hai teri anokhi shaan teri niraali aan teri anokhi shaan teri niraali aan teri tu masti ka khazaana tera har dil deewana tu masti ka khazaana tera har dil
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa zehar chupke se dawaa jaan ke khaaya hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe dil ne aise bhi kuchh afsaane sunaayen honge dil ne aise bhi kuchh afsaane sunaayen honge ashq aankhon ne peeye aur naa bahaae honge band kamre mein jo khat mere jalaaye honge ek ik harf zabeen par ubhar aayaa hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe usne ghabraa ke nazar laakh bachaayi hogi usne ghabraa ke nazar laakh bachaayi hogi dil ki lutti huyi duniyaa nazar aayi hogi mez se jab meri tasveer hataayi hogi mez se jab meri tasveer hataayi hogi haayeeee har taraf mujhko har taraf mujhko tadaptaa huaa payaa hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe chhed ki baat pe armaan machal aaye honge chhed ki baat pe armaan
ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin sharmaun laakh bal khaaun ke jaise par bina main udti jaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin sharmaun laakh bal khaaun ke jaise par bina main udti jaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin jiske liye zindagi phool chunti thi jiske liye main sada khawab bunti thi raaton ko main dhadkane jiski sunti thi aaya wo muraadein liye jaadu bhari yaadein liye naachu machal kar gaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin moti bharun aaj main apne baalon mein taaron ke lau jaag uthe narm gaalon mein aaya hai din aaj ka kitne saalon mein sochun to lehak uthun phoolon si mehak uthun naachu main chalkar gaaun ke dil mera bas mein nahin ho koi aaya lachak uthi kaaya ke dil mera bas mein nahin sharamaun laakh bal khaaun ke jaise
dil tere aane se pehle bhi yunhi barbaad tha aur yunhi barbaad hai tere chale jaane ke baad hoooo likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne dil ko jab teri muhabbat kaa ishaara mil gaya maine samjha meri kashti ko kinaara mil gaya haaye kismat ko magar kuchh aur hi manzoor tha aankh jab kholi to kashti se kinaara door tha hoooo likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne chhod kar duniyaa teri tujh ko bhulaane ke liye hum chale aaye yahaan aansoon bahaane ke liye dil abhi bhula naa tha tujh ko ke phir kismat meri kench kar laayi tujhe mujh ko rulaane ke liye hoooo likhne waale ne hoooo likhne waale ne likh di meri taqdeer mein barbaadi likhne waale ne hoooo likhne waale ne
ho maine pyaar kiya oye hoye kya jurm kiya ho maine pyaar kiya oye hoye kya jurm kiya inn aankhon ka rang ho gaya gulaabi gulaabi haaye haaye haaye haaye dil ki haalat sharabi sharabi inn aankhon ka rang ho gaya gulaabi gulaabi haaye haaye haaye haaye dil ki haalat sharabi sharabi ho maine pyaar kiyaa thar thar mann mera kaanpe aankh meri sharmaaye hoooo ooooo gore gore tann par aaj pasina aaye haaye kahan tak dil sambhalun teer sa chubha kaise nikalun hoooooo ho badh gayi aur dil ki betaabi betaabi ho maine pyaar kiya jab jab unko dekhun aane lage angdaayi dheere dheere aakhir band kali muskaayi haaye karun kya hosh nahin hai hum kahin aur dil kahin hai hoooooo ban ban dole umariyaa shabaabi shabaabi ho maine pyaar kiyaaaa kya hai khatayen meri aaj koi batlaaye hoooo ooooo oooo kaun se dil ko toda kaun se dil tadpaaye pyaar kiya hai pyaar ko jaanun aur koi insaaf naa manun hoooo pyaar ki har adaa laajawaabi laajawaabi ho maine pyaar kiya oye hoye kya jurm kiya ho
ooooooo ooooo oooo oooo ooo oooooo oooo hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna haaye haaye haaye hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi tanhaayi ab mujhe bhaane lagi hoo bhaane lagi khud pe hansi mujhe aane lagi hoo aane lagi haaye re meri tauba re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai jazba e dil rang laaya hai rang laaya hai banke sahaara koi aaya hai koi aaya hai tumko kahungi apna re re re re re re re hoo masti mein dole jiya hoo kaisa ye jaadu kiya jaanu na itna bata de sajna re re re re re re re hoo pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon pyaar ki bahaar main to laayi hoon main to laayi hoon jhoomti nashe mein chali aayi hoon chali aayi hoon kaise rahungi tanha re re re re re re
ho meri soni meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewane se ho gayi galti jaane do yaar i love you i love you o meri soni meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewane se ho gayi galti jaane do yaar i love you i love you aake meri aankhon mein tum dekho inn mein har ek ada tumhari hai kehne ko yeh dil hai mera lekin dhadkan mein sadaa tumhari hai tumse hai chain mera tumse hai mera qaraar la la lala i love you i love you mere sona meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewani se ho gayi galti jaane do yaar i love you i love you tadap ke yun bahut na tadpaao accha baba chalo hum hi haare tumne agar dil se mujhe chaaha tum bhi to ho sanam mujhe pyaare mere kareeb aao zara soon bhi lo dil ki pukaar la la lala i love you i love you meri soni meri tamanna jhoot nahin hai mera pyaar deewane se ho gayi galti jaane do yaar la la lala i love you la la lala i love you la la lala i love you
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Himmat Kare Insaan Himmat (1970) 05:11 15175
 
Poster of Himmat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 05:11   Song Number : 15175   

Hindu Hoon Main Na Musalmaan Maha Chor (1976) 05:14 32251
 
Poster of Maha Chor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:14   Song Number : 32251   

Hindustan Ki Kasam Hindustan Ki Kasam (1973) 03:39 32396
 
Poster of Hindustan Ki Kasam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:39   Song Number : 32396   

Hiya Jarat Rehat Din Godaan (1963) 04:30 13284
 
Poster of Godaan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:30   Song Number : 13284   

Ho Bahut Raat Huyi Musafir (1986) 07:30 40072
 
Poster of Musafir (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah
Duration : 07:30   Song Number : 40072   

Ho Garam Garam Parchhaiyan (1972) 03:42 18513
 
Poster of Parchhaiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 03:42   Song Number : 18513   

Ho Gaya Hai Pyaar Tanu Weds Manu Returns (2015) 03:44 40144
 
Poster of Tanu Weds Manu Returns (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Raj Shekhar
Music Director- 
Krsna Solo
Singer- 
Dev Negi
On Screen Actors- 
R Mahadavan
Duration : 03:44   Song Number : 40144   

Ho Gaya Hai Tujhko To Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:50 20517
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:50   Song Number : 20517   

Ho Gaye Deewane Laila (1984) 05:48 16098
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:48   Song Number : 16098   

Ho Gaye Tere Ho Gaye Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970) 03:22 13482
 
Poster of Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 03:22   Song Number : 13482   

Ho Gori Badhti Ka Naam Dadhi (1974) 03:59 12794
 
Poster of Badhti Ka Naam Dadhi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amit Kumar, Sheetal
Duration : 03:59   Song Number : 12794   

Ho Jaaye Phir Dhan Daulat (1980) 04:54 13067
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:54   Song Number : 13067   

Ho Kaisi Khushi Ki Hai Raat Nagina (1951) 03:13 40748
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:13   Song Number : 40748   

Ho ke Maayus Tere Dar Se Laila Majnu (1976) 05:32 15159
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Duration : 05:32   Song Number : 15159   

Ho Ke Majboor Haqeeqat (1964) 07:17 20518
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 07:17   Song Number : 20518   

Ho Koi Aaya Lachak Uthi Kaaya Dastaan (1972) 03:59 32716
 
Poster of Dastaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:59   Song Number : 32716   

Ho Likhne Waale Bari Behen (1949) 03:28 12795
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:28   Song Number : 12795   

Ho Maine Pyaar Kiya Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 04:48 13452
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 04:48   Song Number : 13452   

Ho Masti Mein Dole Sangram (1965) 03:53 39756
 
Poster of Sangram (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Lala, Asar, Sattar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geetanjali, Dara Singh
Duration : 03:53   Song Number : 39756   

Ho Meri Soni Meri Yaadon Ki Baaraat (1973) 04:24 20954
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman, Vijay Arora, Tariq
Duration : 04:24   Song Number : 20954